FUNNY URDU JOKES - MIYYAN MITHU

Sardar apnay dost pathan se: "Batao, iss duniya ka sab se shareef admi kaun hai?"
.
.
.
Pathan: "Yeh bata kar main apnay munh miyyan mithu nahi ban'na chahta."
,
,
,
Sardar: "Acha to sab se be-imaan kaun hai?"
.
.
.
Pathan: "Yeh bata kar main tum se dushmani mol nahi lena chahta."