VERY FUNNY URDU JOKES - FAIL

Baap (Pappu se): "Beta! Gham na karo, tumhari taqdeer mein fail hona likha tha to tum fail ho gaye."
.
.
.
Pappu: "Tab to acha hua daddy! Main ne parrhaee mein mehnat nahi ki warna saari mehnat bekaar ho jati."