VERY VERY FUNNY URDU JOKES - HALWA

Baap: "Har shakhs safaee ko pasand karta hai."
,
,
,
Beta: "Lekin ammi ko safaee hargiz pasand nahi hai."
.
.
.
Baap: "Woh kaisay?"
,
,
,
Beta: "Aaj main almaari mein rakha hua halwa saaf kar gaya to ammi ne meri pitaee kar di."