Aik dafa aik sardar ji k ghar se chor pakrra gaya.
.
.
.
Sardar ji uss ko pakarr kar thanay lay ja rahay thay.
.
.
.
Raastay mein chor ne sardar ji se kaha: "Mera joota aap k yahan reh gaya hai aap yaheen thehrein main abhi lay kar aata hoon."
.
.
.
Sardar ji ne chor ko janay ki ijazat day di aur khud wahan chor ka intazar karnay lagay.
.
.
.
Lekin chor to rafu chakkar ho gaya tha.
.
.
.
Do (2) maah baad phir sardar ji k yahan chori huee, ittafaaq se wohi chor phir pakrra gaya.
.
.
.
Chunaancheh uss ko pakarr kar sardar ji thanay lay ja rahay thay.
.
.
.
Raastay mein chor ne sardar ji se kaha: "Huzoor! Aap k yahan meri qameez reh gaee hai, aap yaheen thehrein main lay kar abhi aaya."
.
.
.
Chor ki baat sun kar sardar ji ne kaha: "Baray chalak bantay ho. Pichli dafa tum ne mujhay dhoka diya tha, aaj to main tum ko jail ki hawa zuroor khilaon ga. Ab tum yaheen thehro, main khud ja kar tumhari qameez lata hoon."