Aik qaidi beemar parra to uss ki mizaj pursi k liye jailer aaya aur poochnay laga: "Kaisay
ho?"
.
.
.
Qaidi ne takleef se karrahtay huye kaha: "Ji pehlay taang mein dard tha, woh doctor ne kaat kar phaink di. Phir baazu mein dard taiz hua to ussay bhi kaat daala. Ab kaan mein shadeed dard hai, lazman ussay bhi kaat diya jaye ga."
..
..
..
"Acha to tum ahista ahista jail se farar hona chahtay ho?" Jailer ne tashveesh zahir ki.