VERY FUNNY URDU JOKE - DO DHAANCHAY

Bharat k sooba Bihar mein haddiyon k do (2) dhaanchay aapas mein milay.
.
.
.
Aik ne kaha: "Main to heza se mara tha, tum kis tarah maray?"
,
,
,
"Kaun main? Main to abhi zinda hoon yaar." Doosray ne sakht ehtajaji lehjay mein kaha.