Arshad miyaan school late pohnchay to unn ki teacher ne wajah poochi.
.
.
.
Arshad miyaan bolay: "Ammi beemar theen, unhein hospital lay janay ki taiyyari ho rahi thi. Mujhay apna nashta khud banana parra, iss liye dair ho gaee."
.
.
.
Teacher tashveesh zadah ho kar boleen: "Tumhari ammi ko kaheen chhoot ki beemari na ho, tumhari wajah se woh beemari hamein bhi lagg sakti hai. Foran ghar jao aur kal uss ke baray mein achi tarah pooch kar class mein aana."
.
.
.
Doosray roz Arshad miyaan ne classroom mein aa kar teacher ko bataya: "Ammi keh rahi hein keh agar aap shaadi shuda nahi hein to yeh beemari aap ko nahi lagg sakti, koin keh mera chhota bhai paida hua hai."