"Aaj main ne aik murghi churaee hai molvi sahb." Aik charsi ne molvi se kaha.
.
.
.
Molvi sahb: "Intehaee buri harkat hai, iss ki padaash mein tumhein dozakh mein jalna parray ga."
,
,
,
Charsi: "Ijazat ho to woh murghi aap ki khidmat mein paish karon?"
.
.
.
Molvi sahb ne ghussay se kaha: "Hargiz nahi... Jiss ki murghi hai ussi ko wapas kar do warna..."
,
,
,
Charsi: "Lekin agar main ne woh murghi ussay paish ki ho jiss ki hai aur uss ne lenay se inkaar kiya ho to?"
.
.
.
Molvi: "To aisi surat mein jabkeh uss ki raza shamil ho, woh murghi tumharay liye jayez hai."
,
,
,
"Shukria molvi sahb!" Charsi yeh keh kar chala gaya."
.
.
.
Iss mukhtassir se mukalmay k baad jab molvi sahb ghar pohnchay to unhein maloom hua k unn ki apni aik murghi ghayeb hai.