Qasaab ki dukan per aik khoobsurat khatoon sab gahakon ko taqreeban dhakailti aagay pohncheen aur boleen: "Mujhay jaldi se saat (7) rupay k chhichhrray day do."
.
.
.
Phir unhein kuch khayal aaya, woh palat kar apnay peechay kharri huee umar raseeda khatoon se mukhatib hueen: "Ummeed hai k aap ne meri jald baazi ka bura nahi manaya hoga?"
,
,
,
"Hargiz nahi..." Umar raseeda khatoon ne barri shafqat se jawab diya: "Tumhein yaqeenan bohat zor se bhook lagi hai."