TAZA DAM - VERY VERY FUNNY HINDI JOKE

Aik larka pani k tab mein baitha sabaq yaad kar raha tha k itnay mein uss k abbu aa gaye.
.
.
.
Abbu: "Beta! Tum pani mein baith kar kion sabaq yaad kar rahay ho?"
.
.
.
Beta: "Abbu aap hi ne to kaha tha k taza dam ho kar parrha karo."