SUPPOSE - HILARIOUS MATHEMATICS HINDI JOKE

Aik sardar ji khali plate mein roti dabo kar kha raha tha, aik waiter paas se guzra, uss ne poocha: "Sir! Yeh aap kya kar rahay hein?"
,
,
,
Sardar ji bolay: "Oye tujhay pata nahi, main mathematics ka teacher hoon aur chicken main ne suppose kiya hua hai."