Jab bank band ho gaya to daku'on k aik garoh ne bahar kharray huye chokidar ko
qaabu mein kiya aur bank k andar daakhil ho gaye.
.
.
.
Unhon ne dekha k cashier kitaabon per jhuka hisaab kitaab mein masroof tha.
.
.
.
Unhon ne taizi se ussay pakarr kar baandha aur munh mein kaprra thons diya.
.
.
.
Iss k baad woh cash apnay apnay thailon mein daalnay lagay.
.
.
.
Jab woh loot kar janay lagay to unn k kaanon mein cashier ki ajeeb-o-ghareeb aawazein parreen.
.
.
.
Woh apni jagah burri tarah hill jull kar kuch kehnay ki koshish karta dikhaee diya.
.
.
.
Aik daaku ne uss k munh se kaprra nikala takeh woh jaan sakay k cashier kya chahta hai?
.
.
.
Cashier ne haanptay huye kaha: "Daaku bhai! Brah-e-meharbani hisaab kitaab ki kitaabein bhi saath lay jao, iss mein aik laakh (1,00,000) rupay ka farq chal raha hai."