EHMIYAT = IMPORTANCE - REALLY FUNNY SARDAR JI JOKES

Pathan apnay dost sardar ji 👳 se bola: "Mara tumhari to ghar 🏠 mein bhi koi nhi sunta."

Sardar ji 👳: "O nhi yara, ghar 🏠 mein meri bohat ehmiyat hai, khana 🍲 pakanay se pehlay sab mujh se zaroor mashwara kartay hein, aur phir jo main kehta hoon woh hargiz nhi pakaya jata.
😂😂😂