Aik sardar ji gehri neend so rahay thay k aadhi raat ko achanak telephone ki ghanti baji,
jab unhon ne receiver uthaya to doosri taraf se aawaaz aaee: "Aap ko jo takleef huee, uss ki
maafi chahta hoon, baat yeh hai k main aap k parros mein rehta hoon aur aap ka kutta saari
raat bhonkta rehta hai. Jiss ki wajah se mujhay neend nahi aati. Barah-e-meharbani uss ka
kuch illaj kijiye."
.
.
.
Yeh keh kar unhon ne phone band kar diya.
,
,
,
Agli raat ko ussi waqt sardar ji ne apnay parrosi ko phone kiya aur kaha: "Aap ko jo takleef huee uss ki maafi chahta hoon. Baat yeh hai k woh kutta mera nahi hai."