Aik admi doctor k paas gaya aur kehnay laga: "Aap ghar ja kar mareez daikhnay ki kitni fees
letay hein?"
.
.
.
Doctor ne jawab diya: "Aik so (100) rupay."
,
,
,
Uss shakhs ne kaha: "To phir jaldi karein meri biwi ghabra rahi hogi."
.
.
.
Doctor ne jaldi se zuroori saaman liya aur uss admi ko car mein bitha kar chal parra, aik darwaza k qareeb ja kar uss shakhs ne car rukwa li aur kaha: "Yeh lijiye aik so (100) rupay."
,
,
,
Doctor ne poocha: "Kya aap mareeza nahi dikhaein gay?"
.
.
.
Admi ne jawab diya: "Darasal meri biwi beemar to nahi thi, baat yeh thi k koi bhi taxi wala do so (200) rupay se kam mein mujhay yahan laanay ko taiyyar nahi tha."