VERY FUNNY URDU JOKES - IMTEHAAN

Maa ne betay ko leta hua daikh kar kaha: "Tumharay imtehaan shuru honay walay hein aur tum ho k raat din sotay rehtay ho."
.
.
.
Betay ne jawab diya: "Ammi! Master sahb ne kaha tha k tum uss waqt hi paas ho saktay ho jab din raat aik kar do."