REALLY FUNNY URDU JOKES - DEYANAT DAR SARDAR

Aik murghi khanay k malik ko saaf suthray aur deyanat dar mulazim ki zuroorat thi.
.
.
.
Aik sardar mulazimat k liye aaya to malik ne uss se poocha: "Iss baat ki kya zamanat hai k tum anday chori nahi karo gay?"
,
,
,
Sardar ne jawab diya: "Janab! Iss ka andaza iss baat se laga lein k main ne aik hammam per teen (3) saal naukri ki aur aik martaba bhi nahi nahaya."