Aik sardar aur pathan aapas mein gehray dost thay.
.
.
.
Sardar pathan se: "Agar tum sardiyon mein musalsal aik maah namazein parrho gay to main tumhein aik bakra inaam mein doon ga."
.
.
.
Pathan aik maah tak musalsal namazein parrhta raha.
.
.
.
Aik maah baad jab pathan ne sardar se waday k mutabiq bakray ka mutaliba kiya to sardar ne kaha: "Kaunsa bakra? Main ne to tumhein aazmanay k liye mazaq kiya tha."
.
.
.
Yeh sun kar pathan ne aag bagula hotay huye kaha: "Mujhay pehlay hi tum per shakk tha, issi liye main bhi baghair wuzoo aur baghair topi k hi namazein parrhta raha hoon."