Kisi ghareeb dehati ka larka mehnat mushaqqat kar k kuch parrh likh gaya aur bahar k mulk
chala gaya.
.
.
.
Wahan kuch arsay k baad settle honay per uss ne apnay walid ko khatt likha keh abba main ne yahan makan ka bandobast kar liya hai, lehaza meri family bhaij dein.
.
.
.
Ghareeb walid ko family ka matlab ka pata nahi tha.
.
.
.
Uss ne school se wapas ghar aatay huye aik larkay se family ka matlab poocha to ussay bhi pata nahi tha magar sharmindagi se bachnay k liye uss ne family ka matlab bataya: "Rizaee."
.
.
.
To boorrhay walid ne jawab mein likha: "Beta! Tumhari family choohay kha gaye hein, tum wahan naee family bana lo."