Sharabi ki biwi ne aik baar sharab k glass mein se aik chhota sa ghoont bhara aur foran
thook diya aur munh bigaarr kar boli: "Tauba tauba! Tum aisi be-huda aur ghinauni cheez peetay
ho? Issay pi kar to ji aur kharab ho jata hai."
.
.
.
Shohar ne muskura kar kaha: "Aur tum iss per bhi kehti ho keh main mazay karta hoon."
.
.
.
Shohar ne muskura kar kaha: "Aur tum iss per bhi kehti ho keh main mazay karta hoon."