Karachi k bankon mein barrhti huee daketiyon ki rok thaam k silsilay mein aik bank mein
alarm system lagaya gaya.
.
Cashier k paon k qareeb farsh per aik button nasab kiya gaya.
.
Jissay dabanay se qareebi police station mein alarm bajj sakta tha.
.
Alarm lagay abhi teen (3) hi din huye thay keh do (2) daaku bank mein aan pohnchay.
.
Aik ne guard ko qaabu kar liya jab keh doosray ne cashier ko gun dikha kar cash ka mutaliba kiya.
.
Cashier ne cash to day diya magar saath hi alarm ka button bhi daba diya.
.
Chand second baad uss k qareeb rakhay huye phone ki ghanti bajj uthi.
.
Cashier ne phone receive karna chaha to daaku ne gun dikha kar ussay baaz rakh aur khud haath barrha kar receiver utha liya.
.
Doosri taraf se aawaaz aaee: "Oye! Main thanay se bol raha hoon. Zara daikh bhaal kar baitha karo. Tumhein pata nahi keh tumhara paon alarm ke button per hai, hatao ussay. Idhar thanay mein alarm bajj raha hai be-waqoof kaheen k."