Aik bhikaari aik aali shaan banglay mein daakhil hua.
.
.
.
Uss ki madd-bhairr ghar ki malkin se ho gaee.
.
.
.
Jiss ne barray ghussay se poocha: "Tum yahan kis liye aaye ho?"
.
.
.
Bhikaari ne aajzi se sar jhuka diya aur apni hatheli per rakha hua button dikhatay huye kaha: "Agar zehmat na ho to iss button per aik coat taang dein."