Dehati larkay ne shehar aa kar kuch paisay kama liye to baap ko ghumanay phiranay k liye
shehar bula liya.
.
.
.
Dinn bhar khoob sair karanay k baad larkay ne baap ko mazeed mar'oob karnay k liye karaye k apnay chhotay se mamooli kamray mein thehranay ki bajaye aik shandar hotel k kamray mein thehraya.
.
.
.
Hotel k kamray k saath attached bathroom bhi tha.
.
.
.
Subh beta baap se milnay pohncha to daad talab lehjay mein poocha: "Kamra kaisa hai Abba ji? Raat aaram se guzri na?"
.
.
.
"Kamra to bohat acha tha barkhurdar! Bistar bhi bohat acha hai," Baap ne jamaiyaan letay huye jawab diya: "Lekin aik barri mushkil thi. Ghussal khanay ka raasta meray kamray se hi ho kar guzarta tha. Bus iss khayal mein saari raat jagta raha keh agar hotel mein thehray kisi bhi musafir ko hajat mehsoos huee ya kisi ka nahanay ka irada hua to woh aa kar darwaza khatkhata day ga."