Chirriya ghar k do (2) mulazim baithay ro rahay thay.
.
.
.
Aik admi ne unn se poocha: "Aray bhaee! Tum ro kion rahay ho?"
,
,
,
Aik mulazim ne aansu ponchtay huye bataya: "Hamaray chirriya ghar ka haathi mar gaya hai."
.
.
.
Uss admi ne kaha: "Acha to tumhein uss se bohat muhabbat ho gi?"
,
,
,
Mulazim ne rotay huye kaha: "Nahi, muhabbat to nahi thi lekin hamaray maalik ne hamein uss ki qabar khodnay ka hukam diya hai."