KINNU YA ANGOOR - VERY FUNNY DINING URDU JOKE

Shahid sahb ne apnay jigri dost Mehmood sahb k saamnay darjan bhar kinnu la kar rakh diye aur bolay: "Aray bhai! Be-takalluf ho kar khao."
.
.
.
Mehmood sahb ne chhatta (6th) kinnu uthatay huye kaha: "Dekhna gharri mein kya baja hai? Lagta hai meri nazar kuch kamzor ho gaee hai."
.
.
.
Shahid sahb jal kar bolay: "Shayed issi liye tum kinnu ko angoor samajh kar kha rahay ho."