KAPRRAY - VERY VERY FUNNY URDU/HINDI JOKE

Aik shakhs sepahi se: "Agar nalkay per nahana mana hai to aap ne uss waqt kion nahi bataya jab main kaprray utar raha tha."
.
.
.
Sepahi: "Nahana mana hai, kaprray utarna to nahi."