Aik director bachat karnay ka aadi tha.
.
Hamesha situation k mutabiq qudarti location talash karta aur baghair set lagaye filmband kar leta.
.
Aik scene tha jiss mein hero ne aik rahgeer se maar khani hoti hai.
.
Director pooray unit ko bus stand per lay gaya aur hero ko samjhaya k: "Woh dekho aik badsoorat langoor numa shakhs k baazu mein hoor numa larki hai, tum ja kar ussay cherro, main film tayyar kar leta hoon."
.
Hero seeti bajata hua uss shakhs k paas pohncha aur poocha: "Kya yeh itni badsoorat biwi aap ki hai?"
.
Aur thapparr khanay ki ummeed mein apna munh kuch aagay kar diya.
.
Woh shakhs kuch na bola.
.
Iss per hero ne apna sawal dohraya.
.
Phir woh shakhs apni biwi ki taraf mutwajjeh hua aur bola: "Dekha, sirf main hi nahi balkeh saari duniya tumhein badsoorat kehti hai."