Bijli ki dokan mein aik sahb ghussay se dakhil huye aur counter per pohnchtay hi chilanay lagay: "Kya main kal subh yeh keh kar nahi gaya tha k hamaray ghar ki ghanti kharab hai aur ussay foran theek kar do, aap ne wada bhi kiya tha k aap fori taur per ussay theek karnay k liye aadmi bhejein gay, lekin aap ne kio tawajoh nahi di."
.
.
.
Dokandar ne naram lehjay mein kaha: "Kion nahi sahb, hum ne to ussi waqt apna mistari bhej diya tha, kion Pappu, tum kal sahb k haan nahi gaye thay?"
.
.
.
Pappu ne jawab diya: "Ji kal main sahb k ghar gaya tha."
.
.
.
Dokandar: "To phir."
.
.
.
Pappu: "Janab! Main koi das pandrah minute tak inn k banglay ki ghanti bajata raha, lekin ghanti ki aawaz per bhi koi bahar na aaya, to main wapas aa gaya.