DOLATTI - VERY VERY FUNNY URDU JOKES

France mein aik khachchar ki qabar per kutba laga hua tha:
.
.
.
"Maigi ki yaad mein. Jiss ne apni zindagi mein do (2) karnalon, chaar (4) maijron, (10) kaptanon, beyalees (42) sarganton aur chaar so untalees (439) deegar faujiyon ko dolattiyaan jamaeen aur jab aakhir mein uss ne aik bum ko dolatti maari to uss ki maut waqay ho gaee."