GULDAAN - REALLY FUNNY URDU JOKES

Aik khatoon aik dukan mein daakhil hueen aur khirrki k qareeb showcase mein rakhay huye aik guldaan ki taraf ishara kartay huye boleen: "Kya aap iss guldaan ko bahar nikalein gay?"
,
,
,
Salesman ne jawab diya: "Mujhay barri musarrat hogi."
,
,
,
Khatoon ne kaha: "Mujhay bhi musarrat hogi, kion keh mujhay yeh guldaan aik aankh nahi bhaata."