DO GAPPI - VERY FUNNY URDU/HINDI JOKE

Do gappi aapas mein batein kar rahay thay.
.
.
.
Aik ne kaha: "Aik dafa main itnay thanday mulk mein gaya, jahan mom-batti ki aag bhi jamm jati thi."
.
.
.
Doosra bola: "Chhorro yaar! Aik dafa main itnay barfani mulk mein gaya, jana munh se batein kartay waqt aawaz ki bajaye baraf k golay bahar aatay thay. Phir unn baraf k golon ko garam kartay, tab kaheen ja kar baat ki samajh aati thi."