BAALON KI KAMI - FUNNY URDU JOKES

Aik mulk ka riwaaj tha k wahan jab koi mard kisi aurat ko daikhta to ehtaraman topi utar kar salam karta.
.
.
.
Aik martaba aik aurat ki mulaqat aik aadmi se huee to uss ne topi utar kar salam nahi kiya.
.
.
.
Aurat ko bohat ghussa aaya.
.
.
.
Aurat ne uss ki biwi se shikayat ki: "Kya tumharay shohar mein ikhlaaq ki kami hai?"
.
.
.
Biwi ne jawab diya: "Ji nahi, sar per baalon ki kami hai."