TEEN (3) BIWIYAAN - REALLY FUNNY URDU JOKES

Aik saal betahasha baarish huee.
.
.
.
Aik mehfil mein kisi ne kaha: "Zameen mein jo kuch bhi hai, iss dafa bahar nikal aaye ga."
.
.
.
Mulla Naseer-ud-din ghabra kar bolay: "Ya allah reham farma! Agar meri teen (3) biwiyaan nikal aaeen to kay hoga?"