NAMWAR LUTERA - FUNNY SMS JOKE

Wakeel: Jab main chota tha to meri khawhish thi k main bara ho kar namwar lutaira banoon.

Moakkal: Aap khush qismat hein warna iss duniya mein sab ki khawhish kahan puri hoti hai?