Cigarette noshi k aik aadi shakhs ko kisi ne mashwara diya k woh yoga ki mashq karay. Iss
tarah cigarette noshi tark karnay mein aasani ho gi.
.
.
.
Dass (10) maah ki taweel aur sabar aazma mushaqqat k baad woh shakhs yoga mein mahir ho gaya.
,
,
,
Kisi ne uss ki biwi se poocha: "Kya yoga ki mashqon se inn ko koi faeyda bhi hua hai?"
.
.
.
Biwi ne jawab diya: "Ji haan! Ab woh sar k ball kharray ho kar bhi cigarette pi saktay hein."