FUNNY URDU JOKES - PILOT

Baap (betay se): "Tum barray ho kar kya bano gay?"
.
.
.
Beta: "Abba jaan! Main pilot banon ga."
,
,
,
Baap kuch soch raha tha k beta bola: "Abba jaan! Jab main apnay ghar k upper se guzron ga to sehan mein bomb maaron ga, aap samajh jana k aap ka beta hawaee jahaz chala raha hai."