Maalik apnay mulazim ko samjha raha tha: "Deyanat dari aur aqal mandi kamyaab tijarat k liye
zuroori hai. Deyanat dari ka matlab hai k jab tum kisi se wada karo to ussay poora karo,
chahay iss mein nuqsaan hi kion na ho?"
.
.
.
Mulazim ne poocha: "Aur aqal mandi ka kya matlab hai?"
,
,
,
Maalik ne jawab diya: "Aisa koi wada hi na karo jissay poora karna parray."
.
.
.
Mulazim ne poocha: "Aur aqal mandi ka kya matlab hai?"
,
,
,
Maalik ne jawab diya: "Aisa koi wada hi na karo jissay poora karna parray."