Sayasi leader jalsay se khitaab kartay huye apnay ikhlaaq aur aala kirdar k baaray mein bata
rahay thay keh aap meri sharafat ka andaza iss se laga lijiye keh iss shehar mein fahashi k
kam az kam do so (200) adday hein lekin main ne inn mein se aik mein qadam nahi rakha.
.
.
.
.
.
"Woh aik adda aaj subh hi khula hoga?" Mujma se aawaaz aaee.
.
.
.
.
.
"Woh aik adda aaj subh hi khula hoga?" Mujma se aawaaz aaee.