REALLY FUNNY URDU JOKES - NIAGARA AABSHAAR

Niagra aabshaar per aik guide bata raha tha: "Hazraat! Yeh duniya ki mashhoor tareen aabshaar hai. Iss aabshaar ka shor meelon door se sunaee deta hai. Main ab khawateen se guzarish karon ga k woh zara khamosh rahein takeh iss aabshaar k shor sunaee day sakay."