Aik sahb machli walay ki dukan mein daakhil huye aur bolay: "Main paanch (5) adad taaza
machliyaan khareedon ga lekin tareeqa yeh hoga k main zara door kharra ho jata hoon aur tum
log aik aik kar k machliyaan meri taraf phainko, main catch karon ga."
,
,
,
"Janab! Itnay taraddud ki kya zuroorat hai?" Dukandar ne preshan ho kar poocha.
,
,
,
"Darasal mujhay jhoot bolnay ki aadat nahi hai, main ghar ja kar kehna chahta hoon k yeh machliyaan main ne pakrri hein." Inn sahb ne jawab diya.