REALLY FUNNY URDU JOKES - BANDAR

Shohar: "Main ne aik bandar mangwaya hai ab yeh hamaray saath rahay ga."
.
.
.
Biwi: "Khaye ga kya?"
,
,
,
Shohar: "Wohi jo ham khaein gay."
.
.
.
Biwi: "Aur soye ga kahan?" Shohar: "Hamaray saath hi bed per aur kahan?" . . . Biwi: "Lekin badbu ka kya illaj karo gaya?" , , , Shohar: "Jaisay main aadi ho gaya hoon, woh bhi ho jaye ga."