Naashir ne mazrat kartay huye musannif se kaha: "Mujhay afsos hai keh main aisi rangeen
kitaab shaey nahi kar sakta."
.
.
.
"Janab aap kya baat kartay hein? Meri kitaab mein to koi rangeeni nahi hai." Musannif ne kaha.
.
.
.
Naashir: "Kion nahi hai, pehlay hi baab mein aik boorrha aadmi khauf se peela parr jata hai, hero ghussay se sufaid ho jata hai. Heroine sharam-o-haya se surkh ho jati hai. Heroine ka baap sardi se neela parr jata hai. Aur raqeeb hasad se hara ho jata hai. Yeh rangeen beyani nahi to aur kya hai?"