QAYAMAT TAK - FUNNY URDU JOKES

Aik larka fakhriya lehjay mein apnay dost ko bata raha tha: "Main paani k andar aadhay ghantay tak reh sakta hoon. Kya tum aisa kar saktay ho?"
,
,
,
Dost: "Main qayamat tak paani k andar reh sakta hoon."
.
.
.
Larka: "Woh kaisay?"
,
,
,
Dost: "Kion keh mujhay tairna nahi aata."