WARZISH - VERY FUNNY URDU JOKES

Aik dost ne doosray dost se kaha: "Yaar! Warzish se meri aankhein kharab ho gaee hein."
,
,
,
Doosray dost ne mashwara detay huye kaha: "Tum warzish chhorr kion nahi detay ho?". . . Pehla dost: "Yar warzish main nahi, saamnay girls hostel mein larrkiyaan karti hein."