"Ammi!" George ne riqqat amaiz lehjay mein saas se kaha: "Parson dopehar k waqt main ne apni biwi ko bazariya taar mutala kiya tha k main aa raha hoon lekin aaj shaam jab yahan pohncha to ussay aik parrosi k saath pyar-o-muhabbat ki batein kartay huye paya."
.
.
.
Saas aik minute k liye khamosh, dam bakhud baithi rahi, phir sar utha kar sard mehri k saath damaad ko mukhatib kartay huye boli: "Taar ka mehkama roz ba roz bad-tar hota ja raha hai... Ho sakta hai tumhara arsaal karda taar meri bachi tak na poncha ho?"