Aik admi ko moseeqi ka naya naya shoq hua to woh bazar se aik naya piano khareed laya aur raat k aik (1) bajay mashaq karnay laga.
.
.
.
Uss admi k parrosi ko ghussa aa gaya aur uss ne moseeqar k ghar ki tamam khirrkiyan torr deen.
,
,
,
Naya moseeqar uss waqt to chup ho gaya, magar subh honay per apnay parrosi se kehnay laga: "Janab! Agar awaaz kam aa rahi thi to mujhay bata diya hota, main khud hi khirrkiyan khol deta."