School mein pehli jamat mein daakhlay k liye bachon ka interview ho raha tha.
.
.
.
Jab aik chhotay se bachay ki baari aaee to madam ne ussay apnay saamnay wali kursi per bithaya.
.
.
.
Bachay ki maa madam ki kursi k peechay kharri ho gaee aur isharay se bachay ko jawabat batanay lagi.
.
.
.
Madam ne poocha: "Munnay mian! Do (2) aur do (2) kitnay hotay hein?"
.
.
.
Maa ne foran ungliyon ki madad se bachay ko chaar (4) ka ishara kiya aur bachay ne jawab diya 'chaar (4)'.
.
.
.
Phir bachay ne madam se poocha: "Acha teen (3) mein se agar do (2) nikal do to kitnay bachein gay?"
.
.
.
Maa ne aik ungli ka ishara kiya aur bachay ne aaram se bata diya 'aik (1)'.
.
.
.
Madam ne bachay ko shabash di aur phir poocha: "Acha do (2) mein se do (2) nikalein to kitnay bachein gay?"
.
.
.
Maa ne foran ungli aur angoothay ki madad se aik gol dayra bana kar sifar (0) ka ishara kiya to bachay ne kaha: "Sorakh."