Aik shakhs ne aik jaib kutray ko ain uss waqt pakarr liya jab woh jaib katnay k baad farar honay wala tha.
.
.
.
Uss shakhs ne kaha: "Tumhein sharam nahi aati kisi ki jaib kat'tay huye?"
.
.
.
Jaib kutra bola: "Sharam to tumhein aani chahiye. Itna qeemti suit pehan rakha hai magar jaib mein aik paisa nahi."