SHARAM KAISI - REALLY FUNNY URDU JOKES

Aik mujrim ko adalat mein paish kiya gaya.
,
,
,
Judge sahb ne ussay daikh kar kaha: "Tumhein sharam nahi aati! Baar baar yahan aatay ho?"
,
,
,
Mujrim ne kaha: "Iss mein sharam ki kya baat hai judge sahb? Main to kabhi kabhi aata hoon lekin aap to roz aatay hein."