GARAM - FUNNY URDU JOKES

Aik nazuk mizaaj hazrat hotel pohnchay.
.
.
.
Khanay ka order diya, kaafi dair k baad tang aa kar waiter ko bulaya aur kaha: "Do (2) ghantay se khanay ka intazar kar raha hoon, kya abhi tak taiyyar nahi hua?"
,
,
,
"Aisi baat nahi hai sahb..." Waiter ne aajzi se kaha: "Khana to parson se taiyyar hai, bus sirf garam kiya ja raha hai."